Hello dosto...
Aaj ke daur me jab hamare paas smartphone ho to dual sim to hoga hi aur agar dual sim hai to aap bhi chahte honge Ki apne mobile phone me 2 WhatsApp, 2 Facebook chalaye aur humne apni pichli post me bataya tha Ki 1-mobile-me-2-whatsapp change ka latest tarika ab mai aapko batane ka raha hu dual Facebook ( FB) chalane ka tarika Jo Ki bahut hi aasan hai.
Agar aapke paas FB account nahi hai to aap pehle ye post padhe:-
facebook-fb-account-banane-ka-sabse a as an tarika Hinglish me
To chaliye mai aapko batata hu Ki kis tarah se aap apne Android Mobile Phone me aasani se 2 Facebook Account chala sakte hai.
Ye do no app Facebook ke dwara hin launch kiya gya hai. Isslliye aapko koi dar nahi hai appke band hone ya kisi bhi type ke error ka.
Aap Facebook lite se WO sab kuchh kar sakte hain Jo aap Facebook se kar sakte hain.
1 ₹ me-khariden-samsung-ka-smart-phone
888 ₹ me-paye-docoss-x1-smart-phone
2. Ye Bahut kam mobile data ka khapat karta hai yani ye mobile data Ki bachat karta hai
3. Yah sabhi android phones me aasani se chalta hai.
4. Use 2G data user bhi aasani se chala sakte hain kyonki ye 2G Network par bhi fast kam.karta hai kyonki ise khas taur par 2G data usage ke liye hi banaya gya hai.
5. Isme aap apne message, notification,status,photo,videos aur baki sabkuchh kar sakte hain jo. Ki aap Facebook se kar sakte hain.
To dosto kaise lagi aapko meri ye jankari agar aapko is post se related koi bhi sawal ho to aap mujhe comment kar sakte hain .Aur aisi him tricks ko janne ke liye aap visit karte rahen www.Hinglishweb.com

2 Facebook Account kaise chalaye Hinglish me:-
Step-1. Sabse pehle aap apne Google Play store se Facebook. apk ko download karen. Aur use install karke usme login kare or Facebook account chala sakte hain.
Ya agar aapke paas agar Facebook ka app hai to aap is step ko skip kar sakte hain.
Step-2. Ab aapko Google Play Store se dusra Facebook Lite name ka Apk install karna hai.
Ye do no app Facebook ke dwara hin launch kiya gya hai. Isslliye aapko koi dar nahi hai appke band hone ya kisi bhi type ke error ka.
Aap Facebook lite se WO sab kuchh kar sakte hain Jo aap Facebook se kar sakte hain.
Ye bhi padhe:-
888 ₹ me-paye-docoss-x1-smart-phone
Facebook Lite ke Kuchh khash Feature:-
1. Ye 1 mb se bhi kam ka app hai.