Hello dosto ...
To chaliye Aaj hum duniya Ki lokpriya social networking site Facebook ke bare me jante hain...
Facebook(FB) kya hai ?
Ans. Facebook ek famous social networking website hai Jisse Aap puri duniya se Jud sakte hain aur duniya ke kisi bhi jagah par apna dost bana sakte hain.Aur usse baten bhi kar sakte hain.
Facebook ko "Mark Zukerberg" ne 2004 me banaya tha .
Aur Aaj ise lagbhag 12 years ho chuka hai lekin iski lokpriyta dino din badhti hi ja rahi hai.
Ye bhi padhe:-
1-mobile-me-2-2-whatsapp facebook twitter etc.chalayen
1 ₹ me khariden Samsung ka smartphone
888 ₹ me-paye-docoss-x1-smart-phone
Facebook Account (A/c) kaise banaye?
Ans. Aap apna FB A/c Mobile No. Or Email Id dono se bana sakte hain.
Ab aaiye jante hain Ki FB A/C kaise banaye hain.
Step-1. Sabse Pehle Aap Facebook Ki Website www.Facebook.com par jayen.
Ab aapke same ek nahi window open hogi.
Step-2. Ab Aap Create New Account par click kare.
Step-3. Uske bad Apni Details fill Karen .ex- 1.First name(Amit)
2.Surname(Kumar)
3.Phone No.Or Email Id(is me aap apna mobile no.ya email id dalen)
4.Gender (isme boys male or girls Female bhare)
5.Birthday ( isme apna Date of birth bhare)
6.New password (isme Aap apne anusar 8 Ank se jyada ka password bhare,Ye hamesha dhyan me rakhe Ki hamesa strong password{yani aap apne password me Name+symbol+number+special character etc. Ka use kare} hin dale.
Isse Aapka Facebook A/C Safe Rahega.
Step-4. Aur ab last me Sign Up par click kar den.Ab aapka FB A/C taiyar ho chuka hai . Ab aap apne account se logon ko Friend Request bhej sakte hain. Aur unko apna friend bana kar aap unse unlimited chat kar sakte hain.
Note:- Agar apne E-mail I'd se Apna A/c banaya hai to aapko email I'd kholkar verify ka message gya hoga use verify karna hoga.
To dosto kaise laga aapko hamara ye post aap mujhe comment karke jarur batana.aur yadi aapko is post se related koi bhi sawal ho to aap mujhe comment kar sakte hain. Aur adhik jankari ke liye aap visit karte rahe www.hinglishweb.com
Thanks...

MX Player
ReplyDeleteMX Player Apk
MX Player For PC
MX Player AC3 Codec
MX Player Pro Apk